Labels

Saturday, 30 December 2017

कहां से लाऊं रोज एक नया दिल
दिल तोड़ने वालों ने तो मजाक बना रखा है....
नींद आए या ना आए चिराग बुझा दिया करो
यूं रात भर किसी का जलना हमसे देखा नहीं जाता.... 
तेरे बिन रह नहीं सकते
इसी बात का फायदा उठा रहे हो ना......
अक्सर गलतफहमियों से भी खत्म हो जाते हैं कुछ रिश्ते 
साहब हर बार कसूर गलतियों का नहीं होता......
आदत बना ली है मैंने खुद को तकलीफ देने की.....
ताकि जब कोई अपना तकलीफ दे तो ज्यादा तकलीफ ना हो......

Funny love shayri😝😝

Hum aaj bhi dil ka aashiyana sajane se darte hain,
Bagon me phool khilane se darte hain,
Hamari ek pasand se toot jayenge hazaron dil,
Tabhi to hum aaj bhi girlfriend banane se darte hain..!!!
अबकी बार मिलोगे तो खूब रुलाएंगे तुम्हें 
सुना है तुम्हें रोते हुए सीने से लिपट जाने की आदत है

Friday, 29 December 2017

वो लाख तुझे पूजती होगी। मगर तू खुश न हो ऐ खुदा,
वो पगली मन्दिर भी जाती है तो बस मेरी गली से गुजरने के लिए....

दर्द शायरी

बिकता है गम हँसी के बाज़ार मैं,💕
लाखो दर्द छिपे होते है एक छोटे से इनकार मैं,💕
     वो क्या समझ पाएंगे प्यार की कशिश,💕
जिन्होंने फर्क ही नहीं समझा पसंद और प्यार मैं..💕


TOP LOVE SHAYRI--Dil me chhipi yaadon

Dil me chhipi yaadon me sawarun tujhe,
Tu dekhe to me apni ankho me utarun tujhe, Tere naam ko labon par aisa sajaya hai
Agar So bhi jaau to khawbon me pukarun tujhe.......

Sunday, 24 December 2017

SAD LOVE--Pyar ke to sirf

Pyar Ke To Sirf Fasane Hote Hain,
Is Duniya Me Hum Jaise Bhi Deewane Hote Hain,
Unki Mohabbat Ko Hum Bhala Apni Taqdeer Kaise Banayein,
Humare Jaisoo Ki Taqdeer Mein To Sirf Tute Huye Aashiyane Hote Hain............


Saturday, 23 December 2017

LOVE SHAYRI--Wo Chehra Hum

Wo Chehra Hum Har Pal Yaad Karte Hain,
Zinda To Hain Lekin Zindgi Talash Karte Hain,
Koi Kyu Bhul Jata Hai Apna Bnakar
Hum Khud Me Wo Kami Talash Karte Hai.........

MISSING U........

SAD SHAYRI--Meri mohabbat bezubaan

Meri mohabbat bezuban hoti rahi,
Dil ki dhadkane apna wajud khoti rahi ,
Koi nahi aaya dukh me kareeb mere
Ek barish hi thi jo mere sath roti rahi.......

BEST LOVE SHAYRI--Kisi na kisi ko kisi se

Kisi na kisi ko kisi se pyar ho jata hai,
Ajnabi koi shaks apna khash ho jata hai,
Khubiyon se nahi hoti mahabbat sda
Kyunki khamoshiyon se bhi aksar pyar ho jata hai......

Top love andaaz shayri

Apne aasman se meri zameen dekh lo, Tum khwab aaj koyi haseen dekh lo, Agar aazmana hain aitbar ko mere to, Ek juth tum bolo or mera yakeen dekh lo.

Best love shayri

Humsafar To Sath Sath Chalte Hain,
Zindgi Ke Raste To Bewafa Badalte Hain,
Tera Chehra Hai Jab Se Meri Aankhon Mein,
Pta Nahi Kyun Meri Aankhon Se Log Jalte Hain.......

I miss u......

Friday, 22 December 2017

Best sad shayri

Sapna kabhi sakar nahi hota,
Mahabbat ka koi aakar nahi hota,
Sab kuch ho jata hai duniya me
Magar dobara kisi se sachcha pyar nahi hota...............

Unki ankhon ki gehrai ka .......

Unki ankhon ki gehrai ka didar kar na paye,
Dil💙 ne ki koshish par pyar kar na paye,
Kya #kashiah thi unki nigahon me
Unhone di izajat or hum 💃izhar kar na paye.......

Maine wo yad-yad ki

Maine wo yad-yad ki
Jab mere dil ne tere dil se baat ki
Baton par gaur kiya dhadkan ne
To suna mere dil ne tumhare dil me rehne ki fariyad ki..........